Quotes ki khasiyat yeh hoti hai ki wo chhoti hote hain lekin gehre arth aur paighaam sath lekar aate hain. Inka istemal aksar logo ko sochne par majboor karta hai aur unhe naye drishtikon mein dekhne ke liye prerit karta hai Kuch mashhoor shakhsiyat ya lekhak apne vicharon ko ya apni zindagi ki anubhavon ko aise hi quotes mein vyakt karte hain, jo phir logon ko prabhavit karte hai Tahzeeb Wri8s

جوم کے ساتھ گلط راہ پر چلنے سے بہتر ہے
کے آپ تنہا راہ ہدایت پر چل پڑیں
Hajoom Kay Sath Galat Rah Par Chalnay Se Behtar Hai
Kay Aap Tanha Rah Hidayat Par Chal Parain..!

وہ اللّه جانتا ہے دلوں کے حال بھی خیالوں کے راز بھی Woh Allah janta hai dilon ka haal bhi khayalon kay raaz bhi.? 
Kabhe Maa Baap Yad Aain To Behen Bhai Mil Kar Baitha Karo Kisi Ke Chehray Par Maa Muskarati Nazar Aaeygi Kisi Kay Lehjay Main Baap..? کبھی ماں باپ یاد آئین تو بہیں بھائی مل کر بیٹھا کرو کسی کے چہرے پر ماں مسکراتی نظر آئیگی کسی کے لہجے میں باپ 
Badalti Howi Chezain Achi Hoti Hain Magar Yaqeen Kejiay Badaltay Howay Apnay Bohot Takleef Daitay Hain. بدلتی ہوئی چیزیں اچھی ہوتی ہیں مگر یقین کیجئے بدلتے ہووے اپنے بہت تکلیف دیتے ہیں Main Tags... Best Quotes In Urdu . Hazrat ali quotes in urdu . Quotes In Urdu . Islamic quotes in urdu . Motivational Quotes In Urdu . Friendship Quotes In urdu
| |